Hazrat e Abbas ibn e Ali ki Qabar e Mubarak ki ye karamat hai keh. Pani (Water) unki Qabar e Mubarak ka tawaf karta rehta hai. Aapki Qabar e Mubarak sardab mein waqeh hai. Aur es waqia ki yaad qaf e afsoos nadamat mojon ke otar charhao se dilata rehata hai. Keh meri kya haqeeqat thi. Abbas ibn e Ali es pani ko mujh tak leny aay aur main unki khidmat na kar saka. Aur Hussain ki bachay piyasy reh gaye. Magar ab main aap sey juda na honga.