Rivayet mein hai : “Yani naik logon ke zikar ke waqt rehmat nazil hoti hai.” (کشف الخفاء رقم ۱۷۷۰،ج۲،ص۶۵) Lehaza! –Apne aslaaf ki hayaat muqaddisa ke roshan abwab logon ke…
Kisi ka mazak urana kaisa?
Kisi ke ayob o naqaais ko is tarhan zahir karna keh log os par hansen tamaskhur ( mazak urana ) kehlata hai. Es ke liye kabhi to kisi ke qoul…
Gunahon ki ijazat dena kaisa?
Apne matehat logon ko gunah ki ijazat dena bhi zabaan ki aafton mein se hai. Maslan kisi mard ka apni biwi ya beti ya betay ya behan waghera ko gunahon…
Gunah ke kaam par rahnumaiye karna kaisa?
Gunah ke kaam par kisi ki rahnomai ya eaanat karna mamnoo hai maslan kisi ko batana ke fulan ke ghar mein bohat maal hai agar woh chori kar liya jaye…
Ajnabi aurat se lazzat ke sath baatein karna
Kisi ajnabi aurat se lazzat ke sath guftagu karna yani os ki baton ya lehjey ya aawaz ki narmi se lutaf uthana baais e halakat hai. Hazrat Abu-Hurera رضی اللہ…
Aik dosray ke kaan mein baat karna jabkeh teesra mojood ho
Bila zaroorat kisi ki mojudgi mein uski ijazat ke baghair khufia baat karna makrooh tehreemi hai. Es ki wajah yeh hai keh is tarhan baat karne se teesray shakhs ko…
Bila waja sharai Musalman ko darana dhamkana kaisa?
Kisi musalman ko darane ya dhamki dainay se usay takleef pahunchti hai aur yeh mamnu hai. Sarwar e Aalam ﷺ ne farmaya : ” Jis neh kisi musalman ko na-haq…
Khanay mein se aib nikalna kaisa?
khanay mein aib nikalna makrooh o khlaf e sunnat hai. Aur agar is ki wajah se khana pakanay walay ya maizban ki dil aazari ho jaye to mamnu hai. Hazrat…
Logon ke buray naam rakhna kaisa hai?
Asal naam se hatt kar kisi ka aisa waisa naam ( maslan tambu, ٹھنگو, kalo waghera ) rakhna bhi hamaray muashray mein bohat mamooli tasawwur kya jata hai. Halaank is…
Tilawat e Quran suntay waqt guftagu karna kaisa hai?
Quran pak mein hai keh: Tarjuma e kanz ul Iman: Aur jab quran parha jaye to usay kaan laga kar suno aur khamosh raho keh tum par reham ho.” (پ۹،الاعراف…
Doghla Pan | Do Rukhi ikhtiyar karna kaisa?
Isay doghla pan bhi kaha jata hai. Is se morad yeh hai keh. Insan do dushmanon ke darmain lagai bujhai kare yani jis ke paas jaye osi ki himayat mein…
Noha karna kaisa hai?
Noha se morad yeh hai keh maiyat ke Awsaf mubaligha ke sath bayan kar ke aawaz se roya jaye. Esay bain bhi kehte hain aur ye bil ijma haraam hai.[1]Bahar-e-Shariat,…