Yaad rakhen ghusal karne mein kuch chezen lazmi hoti hen jin ko pura kiye bina ghusal nahi hota. Unko ghusal ke faraiz kaha jata hai. Ghusal ke total 3 faraiz…
Quran pak mein kitne Anbiya ka zikar hai?
Hazrat Aadam علیہ السلام se hamaray Aaqa Huzoor syed e aalam ﷺ tak Allah pak ne bohat nabi bheje. Jinki tadad kam o baish 124000 kitabon mein zikar ki gai…
Ashra Mubashra Names
EnHuzoor ﷺ ke 10 ashaab woh hain jin ke janati honay ki duniya mein khabar day di gayi un ko “Ashra Mubashra“ kehte hain. Un mein 4 to Khulfa رضی…
Farishtay kya hen?? Aur kya enko dekha ja sakta hai??
Farishtay Allah pak ke imandaar, izzat walay bande hain jo os ki nafarmani kabhi nahi karte hain. Har qisam ke gunah se masoom hain. Un ke jism noorani hain, aur…
Quran shareef kya hai?? Aur is sey pehley kon c kitaben then??
Quran shareef Allah pak ka kalaam hai os ney apne bundon ki rahnumai ke liye utaara. Is mein saaray ilm hain aur woh be misl kitaab hai. Waisi koi dusra…
Shukar e khuda karna
Allah pak ne irshad farmaya : Tarjuma kanzul iman : Agar ehsan mano gey to main tumhen aur dun ga. (پ۱۳،ابراہیم:۷) Saddar ul afaazil moulana Naeem Aldeen morad abadi علیہ الرحمۃ…
Kisi ke aib uchaalna
Kisi ka aib maloom ho jane par usay kisi dosray par zahir karne ki bajaye khamoshi ikhtiyar karna bohat kam logon ko naseeb hota hai. Bad qismati se aksariyat aisay…
Shikwah o Shikayat par mushtamil kalmaat bolna
Masaaib se ghabra kar shikwah o shikayat mein mubtila ho jane ko fi zamana bohat mamooli tasawwur kiya jata hai. Sad haif! Ilm e deen se dour hamaray musalmanoon ki…
Kisi par ehsaan jatana kaisa?
Hamaray muashray mein awwal to koi kisi ki madad karne ko tayyar nahi hota aur agar madad kar bhi day to umooman kisi nah kisi mauqa par ehsaan jta deta…
Wada khilafi (Yani Jhoota wada karna kaisa?)
Wada khilafi munafiq ki nishani hai. Ye ek bahut buri aadat hai. Hamary piyary Rab ne Quran e pak mein hamen wada pura karne ka hukam diya hai. Tarjama: “Ae…
Izhaar e Ibadat karna kaisa?
Awwal to nafs o shetan insan ko ibadat ki taraf Raghib honay hi nahi dete. Aur agar woh un ko pachharte hue ibadat karne mein kamyab ho bhi jaye. To…
Shohar aur biwi ko aik dosray ke khilaaf bharkana kaisa?
Hazrat Bureda رضی اللہ عنہ se marwi hai keh. Rehmat e Konain ﷺ ne farmaya : ” Jo kisi shakhs ki biwi ko os ke khilaaf bharkaye woh hum mein…