Gunah ke kaam par kisi ki rahnomai ya eaanat karna mamnoo hai maslan kisi ko batana ke fulan ke ghar mein bohat maal hai agar woh chori kar liya jaye to kya baat hai? Ya falan cinema mein barri zabardast film dikhayi ja rahi hai chalo dekh kar atay hain tumhara ticket bhi mein bharun ga……
Quran e Majeed Furqan e Hameed mein Rab e Pak farmata hai :
WhatsApp Channel
Follow Now
YouTube Channel
Subscribe
وَلَا تَعَاوَنُوۡا عَلَی الۡاِثْمِ وَالْعُدْوَانِ ۪
Tarjama e Kanz ul Iman : Aur gunah aur ziyad-ti par baahum madad nah do.
(پ ۶،المآئدۃ:۲)
Allah Pak hamein es hawalay se apni zabaan ki hifazat karne ki tofeeq atta farmaye. Amen