ilm e Deen sikhana

Ilm e deen

Rehmat e Aalam ﷺ neh farmaya : ” Sirf 2 cheezon par rashk karna ahcha hai aik woh shakhs jisay Allah pak neh maal diya ho aur wo os ko neki ke rasta mein kharch karta ho aur dusra woh shakhs jisay Allah pak neh deen ka ilm ataa farmaya aur wo os ke mutabiq faislay karta aur doosron ko yeh ilm sakata ho.”
(بخاری ،کتاب العلم ،رقم ۷۳،ج۱ ص۴۳)

Allah pak hamein apni zabaan ilm e deen sikahnay mein istemaal karne ki tofeeq ataa farmaye. Aamen

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *