Qaza e Hajat karte waqt baatein karna kaisa?

Qaza e Hajat

Qaza e hajat ke waqt aur bait ul khala mein baten karna makrooh tareemi hai. Lehaza is se bhi bacha jaye.
(حدیقہ ندیہ،ج۲، ص۳۱۱)

Hazrat Abbu Saeed Khudri رضی اللہ عنہ se marwi hai keh Makki Madani Sultan ﷺ ne irshad farmaya :” Jab do shakhs qaza e hajat ko jayen to parda kar len aur baten nah karen kyun keh aisay moqa par baten karna Allah ko sakht napasand hai.”
(تاریخ بغداد ، رقم الحدیث۶۵۷۴،ج۱۲،ص۱۲۲)

Allah Pak hamein es hawalay se bhi apni zabaan ki hifazat karne ki tofeeq atta farmaye. Amen

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *