Jahannum ke oopar aik pull hai is ko “Sirat” kehte hain. Woh baal se ziyada bareek talwar se ziyada taiz hai. Sab ko os par guzarna hai. Jannat ka yahi…
Qayamat ki Nishaniyan kya kya hen?
Qayamat ke aane se pehle duniya se ilm uth jaye ga. Aalim baqi nah rahen ge. Jahalat phail jaye gi. Badkaari aur bay hayai ziyada hogi. Aurton ki tadaad Mardon…
Jab Hazrat e Isa علیہ السلام tashreef layen ge to kya kya kaam sar anjam den gey.
Jab Dajjal ka fitnah intahaa ko pohanch chuke ga aur woh maloon tamam duniya mein phir kar mulk shaam mein jaye ga. Os waqt hazrat Isa علیہ السلام Dimashq ki…
Yajooj Majooj Kon hen?
Youn to Qayamat ki bahot c nishaniyan hen. Jin mein se kuch saghera hen aur kuch kabira. Qayamat ki nishaniyoun mein se ek bahut bari nishani Yajooj Majooj ka zahir…
Dajjal ka Fitna Kaisa hoga?
Qayamat ki aik bari nishani dajjal ka zahir hona bhi hai. Dajjal ka fitna bahut bara aur sakht hoga. Eski ek aankh hogi woh kaana hoga aur os ki peshani…