Chand Dekhne ki Dua

Chand Dekhne ki Dua

Chand ki pehli raat ki dua yeh hai. Ho sakay to har mah chand dekhne ki dua parh lijiye kyunkay jab Huzoor ﷺ chand dekhte to yeh dua parhte thay:

اللّٰهُمَّ أَهْلِلْهُ عَلَيْنَا بِالْيُيْنِ وَالْإِيمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْإِسْلَامِ رَبِّي وَرَبُّكَ الله۔

Tarjuma : Ae Allah pak! Es chand ko hum par barket, imaan, salamti aur islam ke sath tulu farma. Mera aur Tera Rab Allah hai. [1]Al-Tirmidhi, Hadees: 3462

Naye saal o Mahinay ki Dua

Hazrat Abdullah bin Hisham رضی اللہ عنہ farmatay hain : Naye saal ya mahinay ki aamad par Sahaba e Karaam aik dosray ko yeh dua sikhate thay:

اللَّهُمَّ ادْخِلُهُ عَلَيْنَا بِالْاَمْنِ وَالْإِيمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْإِسْلَامِ وَرِضْوَانِ مِّنَ الرَّحْمٰنِ وَجَوَازٍ مِّنَ الشَّيْطَان۔
Tarjuma : Ae Allah pak! Es ko hamaray liye aman o iman, salamti o islam aur apni razamandi wala aur shaitan se bachanay wala bana. [2]Al-Mu’jam Al-Awsat, Hadees: 6241
5/5 - (3 votes)

Hawala Jaat[+]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *