Har suni sunai baat ko bila tahqeeq agay barha dena mamnu hai, Jaisa keh Hazrat e Sayeduna Abu-Hurera رضی اللہ عنہ se rivayat hai keh Sarwar e Aalam ﷺ ney irshad farmaya : “Insan ke gunahgaar honay ke liye yeh baat kaafi hai keh wo har suni sunai baat kar day.”
(صحیح مسلم ، کتاب الایمان ، رقم الحدیث ۵،ص۸)
WhatsApp Channel
Follow Now
YouTube Channel
Subscribe
Allah Pak hamein es hawalay se bhi apni zabaan ki hifazat karne ki tofeeq ataa farmay. Amen