Hisaab haq hai. bundon ke aamaal ka hisaab hoga. Meezan qaim ki jaye gi amal tolay jayen ge naik bhi bad bhi, qoul bhi feal bhi, kafiroon ke bhi mominon ke bhi. aur baazay Allah ke bande aisay bhi hon ge jo baghair hisaab ke jannat mein jayen ge. har shakhs ko is ka nama aamaal diya jaye ga jo firshton ne likha tha نیکوں ke nama haae aamaal dahinay haath mein hon ge aur بدوں ke baen mein .
Meezan Haq hai. Bandon ke amal toly jaien gey. Har kisi ke bary mein faisla kiya jay to jo os ne dunya mein kia. Kuch Allah ke naik bande aise bhi hon gey jo baghair hisab kitab k jannat mein jaien gey. Jab Hisab Lia ja raha hoga to kisi k amal ka palra bhari hoga to kisi ka halka. Meezan amal par kisi ki nekian ziada hon gi to kisi ki kam hongi. Mezan e amal par jiska nekiyon ka palra bhari hoga wo kamyab ho jayega aur jiska gunahon ka palra bhari hua Allah ki panah. Allah pak humen baghair hisab k Jannat ul Firdous mein aala maqam ata farmaye. Amen
Aoa
Ap ki threer bohat achee hoti hain mere zehan me aik sawal hai k inshallah tamam musalman jannat me jain ge lekin kitne saal kitni sadyon tk akhi kb tk bs mere zehan me yhi sawal hai jizakallah