Media par baith kar is terhan ke alfaaz bolna aur muashray mein aisa naaray ko farogh dena jis se be hiyai ko farogh miley aur khud ko Shariat ki pabandion…
Hamari Zindagi ka maqsad
Allah pak ka quran azeem mein irshad hota hai : Tarjuma kanz al irfan : Aur main ney jinn aur aadmi isi liye banaye ke meri ibadat karen.[1]Parah 27, surah…
Allah ka Zikar Karne ki Fazilat
Es baat mein koi shak nahi ke Allah ka zikar karna bohat ziayada fazilat ka hamil hai. Jo log zikar Allah karte hain woh is baat se khoob waaqif hain…
Nujumi waghera se faal poochna
Hazrat e Hafsa رضی اللہ تعالیٰ عنہا se marwi hai keh. Rasool kareem ﷺ ne farmaya keh “Jo shakhs kaahin aur najumi ke paas ja kar kuch daryaft kare os…
Ramzan ki Fazilat aur Rozadar ko milne wala inam
Jon hi Ramzan aa jata hai. To har taraf rehmaton ki baharen aa jati hen. Wesy to Ramzan sharef ke fazail be shumar hen. Ye mahina bari hi fazelaton ka…
Meezan | Hisab | Hisaab | Jab Bande ke Aamal toly Jaien Gey
Hisaab haq hai. bundon ke aamaal ka hisaab hoga. Meezan qaim ki jaye gi amal tolay jayen ge naik bhi bad bhi, qoul bhi feal bhi, kafiroon ke bhi mominon…
Jab Hazrat e Isa علیہ السلام tashreef layen ge to kya kya kaam sar anjam den gey.
Jab Dajjal ka fitnah intahaa ko pohanch chuke ga aur woh maloon tamam duniya mein phir kar mulk shaam mein jaye ga. Os waqt hazrat Isa علیہ السلام Dimashq ki…