Quran pak mein kitne Anbiya ka zikar hai?

Quran pak mein kitne Anbiya ka zikar hai

Hazrat Aadam علیہ السلام se hamaray Aaqa Huzoor syed e aalam ﷺ tak Allah pak ne bohat nabi bheje. Jinki tadad kam o baish 124000 kitabon mein zikar ki gai hai. Lakin kya aap janty hen keh Quran pak mein kitne Anbiya ka zikar hai?

Quran pak mein kitne Anbiya ka zikar hai?

Quran pak mein 26 Anbiya ka zikar hai. Jin ka zikar Quran e pak mein hai un ke Asma e mubarikah yeh hain:

  1. Hazrat Aadam علیہ السلام,
  2. Hazrat Nooh علیہ السلام,
  3. Hazrat Ibrahim علیہ السلام,
  4. Hazrat Yousuf علیہ السلام,
  5. Hazrat Ismail علیہ السلام,
  6. Hazrat Ishaq علیہ السلام,
  7. Hazrat Yaqoob علیہ السلام,
  8. Hazrat Musa علیہ السلام,
  9. Hazrat Haroon علیہ السلام,
  10. Hazrat Shoiab علیہ السلام,
  11. Hazrat Loot علیہ السلام,
  12. Hazrat Hood علیہ السلام,
  13. Hazrat Dawood علیہ السلام,
  14. Hazrat Sulaiman علیہ السلام,
  15. Hazrat Ayoub علیہ السلام,
  16. Hazrat Zikria علیہ السلام,
  17. Hazrat Yahya علیہ السلام,
  18. Hazrat Uzair علیہ السلام,
  19. Hazrat Ilyas علیہ السلام,
  20. Hazrat  Al Yassa علیہ السلام,
  21. Hazrat Younis علیہ السلام,
  22. Hazrat Idrees علیہ السلام,
  23. Hazrat Zulkifal علیہ السلام,
  24. Hazrat Saleh علیہ السلام,
  25. Hazrat Eesa علیہ السلام,
  26. Huzoor Syed e Aalam Hazrat Muhammad Rasool Allah ﷺ.
4.5/5 - (12 votes)

2 thoughts on “Quran pak mein kitne Anbiya ka zikar hai?

  1. ASSALAMUALAIKUM PUBLISHERS!
    I AM SORRY FOR DISTURBING YOU BUT IT IS A VERY IMPORTANT MATTER SO PLEASE TAKE IT SERIOUSLY.
    THE POST THAT YOU HAVE PUBLISHED IS SAYING THAT THERE ARE 25 PHOPHETS WHOSE NAME IS THERE IN THE QURAN E PAK BUT IT IS NOT CORRECT BECAUSE IN TOTAL THERE ARE 26 WHOSE NAME IS THERE IN THE QURAN E PAK. YOU ARE MISSING HAZRAT UZAIR A.S WHO SLEPT FOR 100 YEARS AND WHEN HE WOKE UP HE SAW THE BONES OF HIS DONKEY WHO WAS WITH HIM THAN ALLAH REVIVED HIS DONKEY AND HE WENT TO HIS VILLAGE AND SO ON…
    OK BYE
    THANK YOU!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *