Kisi ajnabi aurat se lazzat ke sath guftagu karna yani os ki baton ya lehjey ya aawaz ki narmi se lutaf uthana baais e halakat hai. Hazrat Abu-Hurera رضی اللہ…
Aik dosray ke kaan mein baat karna jabkeh teesra mojood ho
Bila zaroorat kisi ki mojudgi mein uski ijazat ke baghair khufia baat karna makrooh tehreemi hai. Es ki wajah yeh hai keh is tarhan baat karne se teesray shakhs ko…
Bila waja sharai Musalman ko darana dhamkana kaisa?
Kisi musalman ko darane ya dhamki dainay se usay takleef pahunchti hai aur yeh mamnu hai. Sarwar e Aalam ﷺ ne farmaya : ” Jis neh kisi musalman ko na-haq…
Khanay mein se aib nikalna kaisa?
khanay mein aib nikalna makrooh o khlaf e sunnat hai. Aur agar is ki wajah se khana pakanay walay ya maizban ki dil aazari ho jaye to mamnu hai. Hazrat…
Logon ke buray naam rakhna kaisa hai?
Asal naam se hatt kar kisi ka aisa waisa naam ( maslan tambu, ٹھنگو, kalo waghera ) rakhna bhi hamaray muashray mein bohat mamooli tasawwur kya jata hai. Halaank is…
Qaza e Hajat karte waqt baatein karna kaisa?
Qaza e hajat ke waqt aur bait ul khala mein baten karna makrooh tareemi hai. Lehaza is se bhi bacha jaye. (حدیقہ ندیہ،ج۲، ص۳۱۱) Hazrat Abbu Saeed Khudri رضی اللہ…
Tilawat e Quran suntay waqt guftagu karna kaisa hai?
Quran pak mein hai keh: Tarjuma e kanz ul Iman: Aur jab quran parha jaye to usay kaan laga kar suno aur khamosh raho keh tum par reham ho.” (پ۹،الاعراف…
Ganay gana kaisa hai?
Imam e Ahal e Sunnat Moulana Ahmed Raza Khan علیہ رحمۃ الرحمن nay saaz ke sath gaaye jaaney wala murawaja ganay ko haraam qarar diya hai. (فتاویٰ رضویہ ،ج۱۰،ص۵۴) Be…
Khutbe ke douran bolna kaisa?
Hazrat Ibn Abbas رضی اللہ عنہ se marwi hai keh. Huzoor Anwar ﷺ ney farmaya :” Jo imam ke khutba dete waqt kalaam kare uski misaal os gadhay ki hai…
Muazzam Deeni ki gustaakhi karna kaisa?
Muazzam deeni maslan kisi Aalim e Deen ya peer sahib ki shaan mein nazebah kalmaat kehna bohat barri jurrat hai. Imam Ahal e Sunnat Moulana Ahmed Raza Khan علیہ رحمۃ…
Sakht kalami karna kaisa?
Baaz log sakht lehja mein guftagu karne ko baais e Iftikhar tasawwur karte hain. Halaan keh Allah Pak ke mehboob danaye gayub ﷺ ne esay aib qarar diya hai. Aur…
Buraiyon ki targheeb dena kaisa?
Logon ko gunahon par ubharna apne sar par gunahon ka ambaar laadnay ke mutradif hai. Jaissa keh Rasool e Akram ﷺ ney farmaya : ” Jis ney kisi ko gumraahi…