Hamaray muashray mein awwal to koi kisi ki madad karne ko tayyar nahi hota aur agar madad kar bhi day to umooman kisi nah kisi mauqa par ehsaan jta deta…
Wada khilafi (Yani Jhoota wada karna kaisa?)
Wada khilafi munafiq ki nishani hai. Ye ek bahut buri aadat hai. Hamary piyary Rab ne Quran e pak mein hamen wada pura karne ka hukam diya hai. Tarjama: “Ae…
Izhaar e Ibadat karna kaisa?
Awwal to nafs o shetan insan ko ibadat ki taraf Raghib honay hi nahi dete. Aur agar woh un ko pachharte hue ibadat karne mein kamyab ho bhi jaye. To…
Shohar aur biwi ko aik dosray ke khilaaf bharkana kaisa?
Hazrat Bureda رضی اللہ عنہ se marwi hai keh. Rehmat e Konain ﷺ ne farmaya : ” Jo kisi shakhs ki biwi ko os ke khilaaf bharkaye woh hum mein…
Aik sath teen Talaq dena kaisa?
Hazrat Mahmood bin Lbaid رضی اللہ عنہ se marwi hai keh Rehmat e Konain ﷺ ko khabar di gayi keh 1 shakhs ne apni biwi ko teen talaqain akathi di hain.…
Aurat ka bila waja Talaq maangna kaisa?
Hazrat Soban رضی اللہ عنہ se marwi hai keh Sarwar e Aalam ﷺ ne farmaya keh “Jo aurat bilaa zarurat e sharai shohar se Talaq mangay os par jannat ki…
Kisi ka mazak urana kaisa?
Kisi ke ayob o naqaais ko is tarhan zahir karna keh log os par hansen tamaskhur ( mazak urana ) kehlata hai. Es ke liye kabhi to kisi ke qoul…
Gunahon ki ijazat dena kaisa?
Apne matehat logon ko gunah ki ijazat dena bhi zabaan ki aafton mein se hai. Maslan kisi mard ka apni biwi ya beti ya betay ya behan waghera ko gunahon…
Gunah ke kaam par rahnumaiye karna kaisa?
Gunah ke kaam par kisi ki rahnomai ya eaanat karna mamnoo hai maslan kisi ko batana ke fulan ke ghar mein bohat maal hai agar woh chori kar liya jaye…
Ajnabi aurat se lazzat ke sath baatein karna
Kisi ajnabi aurat se lazzat ke sath guftagu karna yani os ki baton ya lehjey ya aawaz ki narmi se lutaf uthana baais e halakat hai. Hazrat Abu-Hurera رضی اللہ…
Aik dosray ke kaan mein baat karna jabkeh teesra mojood ho
Bila zaroorat kisi ki mojudgi mein uski ijazat ke baghair khufia baat karna makrooh tehreemi hai. Es ki wajah yeh hai keh is tarhan baat karne se teesray shakhs ko…
Bila waja sharai Musalman ko darana dhamkana kaisa?
Kisi musalman ko darane ya dhamki dainay se usay takleef pahunchti hai aur yeh mamnu hai. Sarwar e Aalam ﷺ ne farmaya : ” Jis neh kisi musalman ko na-haq…